SEARCH RESULTS
Showing search results for "barpaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "barpaa"
MORE MATCHES FOR "barpaa"
Ghazal
ham apne dil se hii majbuur aur logo.n ko
zaraa sii baat pe barpaa qayaamate.n karnii
Ahmad Faraz
Sher
Akbar Allahabadi
Ghazal
nii.nd aa jaa.e to kyaa mahfile.n barpaa dekhuu.n
aa.nkh khul jaa.e to tanhaa.ii kaa sahraa dekhuu.n
Parveen Shakir
Nazm
parchhaiyan
tasavvuraat kii parchhaa.iyaa.n ubhartii hai.n
tumhaare ghar me.n qayaamat kaa shor barpaa hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
abhii to fitne hii barpaa kiye hai.n aalam me.n
uThaa.e.nge vo qayaamat kisii ko kyaa ma.aluum
Dagh Dehlvi
Qita
dard itnaa hai ki har rag me.n hai mahshar barpaa
aur sakuu.n aisaa ki mar jaane ko jii chaahtaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ik ajab aamad-o-shud hai ki na maazii hai na haal
'jaun' barpaa ka.ii naslo.n kaa safar hai mujh me.n
Jaun Eliya
Ghazal
vo jo ik shor saa barpaa hai amal hai meraa
ye jo tanhaa.ii barastii hai sazaa merii hai
Farhat Ehsas
Sher
ik ajab aamad-o-shud hai ki na maazii hai na haal
'jaun' barpaa ka.ii naslo.n kaa safar hai mujh me.n
Jaun Eliya
Sher
ab aur der na kar hashr barpaa karne me.n
mirii nazar tire diidaar ko tarastii hai


