SEARCH RESULTS
Showing search results for "base"
Ghazal MATCHES FOR "base"
Ghazal
sunaa hai raat use chaa.nd taktaa rahtaa hai
sitaare baam-e-falak se utar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
chal base vo din ki yaaro.n se bharii thii anjuman
haa.e afsos aaj suurat-aashnaa miltaa nahii.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
har manzar me.n ab ham dono.n hote hai.n
mujh me.n aise aan base ho tum bhii naa.n
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
Fani Badayuni
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
siine me.n kasak ban ke base rahte hai.n barso.n
lamhe jo palaT kar kabhii aane nahii.n hote
Makhmoor Saeedi
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
Umar Ansari
Ghazal
un a.nkh.Diyo.n ko dekh ke hotaa hai ye gumaa.n
ham aa base hai.n baada-gusaaro.n ke shahr me.n
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Hasan Rizvi
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
kis kis ne us ke ishq me.n maaraa na dam vale
sab chal base magar vo dil-aaraam rah gayaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
aa.nkho.n me.n tere husn ke jalve base rahe
dil me.n tire KHayaal kii bastii basii rahii
Rajendra Nath Rahbar
Ghazal
base hai.n jalve kuchh aise nigaah-e-aashiq me.n
jise bhii dekhe ko.ii tujh se maa-sivaa na lage