SEARCH RESULTS
Showing search results for "base"
Sher MATCHES FOR "base"
Sher
talaash-e-rizq kaa ye marhala ajab hai ki ham
gharo.n se duur bhii ghar ke liye base hu.e hai.n
Arif Imam
Sher
Umar Ansari
Sher
Fani Badayuni
Sher
mai.n apne shahr se maayuus ho ke lauT aayaa
puraane sog base the na.e makaano.n me.n
Saqi Faruqi
Sher
badan ne kitnii ba.Dhaa lii hai saltanat apnii
base hai.n ishq o havas sab isii ilaaqe me.n
Nomaan Shauque
Sher
Nasir Shahzad
Sher
Farhat Kanpuri
Sher
maanuus baam-o-dar se nazar puuchhtii rahii
un me.n base vo log puraane kahaa.n ga.e
Ambareen Haseeb ambar
Sher
aa base kitne na.e log makaan-e-jaa.n me.n
baam-o-dar par hai magar naam usii kaa likkhaa
Hasan Naim
Sher
jo qaidii-e-mehan the 'jamiila' vo chal base
zindaa.n me.n ko.ii saahab-e-zindaa.n nahii.n rahaa
Jameela Khuda Bakhsh
Sher
Afeef Siraj
Sher
Raza Azimabadi
Sher
kuud kar diivaar 'arshii' Gam gharo.n me.n aa base
anginat taa'viiz darvaazo.n pe laTke rah ga.e
Arshi Malik
Sher
Jaun Eliya
Sher
Bashir Badr
Sher
ishq par zor nahii.n hai ye vo aatish 'Gaalib'
ki lagaa.e na lage aur bujhaa.e na bane
Mirza Ghalib
Sher
yahaa.n libaas kii qiimat hai aadmii kii nahii.n
mujhe gilaas ba.De de sharaab kam kar de