SEARCH RESULTS
Showing search results for "batan"
Ghazal MATCHES FOR "batan"
Ghazal
sunaa hai bole to baato.n se phuul jha.Dte hai.n
ye baat hai to chalo baat kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
aaj ham daar pe khii.nche ga.e jin baato.n par
kyaa ajab kal vo zamaane ko nisaabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
merii ik shirt me.n kal us ne baTan Taa.nkaa thaa
shahr ke shor me.n chuu.Dii kii khanak aaj bhii hai
Tanveer Ghazi
Ghazal
Khalid Irfan
Ghazal
hu.e kuchh itne mohazzab ki saa.ns ghuTne lagii
junuu.n-pasand gale tak baTan lagaane lage
Sultan Akhtar
Ghazal
Wali Dakni
Ghazal
hu.e kuchh itne mohazzab ki saa.ns ghuTne lagii
junuu.n-pasand gale tak baTan lagaane lage
Sultan Akhtar
Ghazal
ishq aur itnaa mohazzab chho.D kar diivaana-pan
band uupar se tale tak shervaanii ke baTan
Saleem Ahmed
Ghazal
sajan Tuk naaz suu.n mujh paas aa aahista aahista
chhupii baate.n apas dil kii sunaa aahista aahista
Wali Dakni
Ghazal
munj yaar husn the je bole hai.n baataa.n behad
yak baab hai so un me.n jo is ibaarat aayaa
Quli Qutub Shah
Ghazal
kiye hai.n jab bhii taqaaze na.e na.e us se
sunii hai.n phir vahii baataa.n puraaniyaa.n us kii
Hasan Rizvi
Ghazal
KHushbuu kii tarah shab ko machaltaa thaa gul-badan
bistar se chun rahaa huu.n mai.n TuuTe hu.e baTan