SEARCH RESULTS
Showing search results for "baune"
Ghazal MATCHES FOR "baune"
Ghazal
gard jab saaf hu.ii sab ne ye manzar dekhaa
jo nazar aate the uu.nche vahii baune nikle
Aatish Indori
Ghazal
Shaad Aarfi
Ghazal
karb apne baune-pan kaa jheltaa huu.n aaj tak
soch ubhrii thii bujhii mere baraabar thaa ko.ii
Ehteram Islam
Ghazal
dikhaa.ii dene lage hai.n rishte tamaam baune
abhii to saahab kamaa ke daulat ba.De hu.e hai.n
Raziq Ansari
Ghazal
ek kam-zarf se kyaa zarf kii ummiid kare.n
hai.n jo baune kabhii shamshaad nahii.n hone ke
Fahmida Mosarrat Ahmad
Ghazal
be-shak ye baune Gaalib-e-dauraa.n kahe.n tumhe.n
mai.n jaantaa huu.n KHuub tumhaare maqaam ko
Safdar Hamadani
Ghazal
Mohsin Ehsan
Ghazal
is ahd-e-naaravaa ke ahl-e-daanish
kabhii Thigne kabhii baune lage hai.n
Niyaz Husain Lakhwera
Ghazal
qad ba.Dhaa.e hu.e kuchh zehn ke baune nikle
is numaa.ish se to qaamat nahii.n milne vaalii
Malikzada Javed
Ghazal
ye baune naap rahe hai.n har ek ke qad ko
dil-o-dimaaG me.n saudaa-e-KHud-sarii le kar
Soz Aabdi
Ghazal
jitne baune the unhe.n tamGa-o-e.azaaz milaa
aur chup rah ga.e uu.nche qad-o-qaamat vaale