SEARCH RESULTS
Showing search results for "bazaar-e-azal"
Ghazal MATCHES FOR "bazaar-e-azal"
Ghazal
bazaar-e-azal yuu.n to bahut garm thaa lekin
le de ke mohabbat ke KHariidaar hamii.n the
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
apnaa rahaa huu.n Gam ko ba.De ehtiraam se
roz-e-azal se ye mirii aadat hai kyaa karuu.n
Kanval M. A
Ghazal
roz-e-azal vo dard-e-musalsal ataa hu.aa
dil ko sukuun mil na sakaa umr bhar kahii.n
Kanval M. A
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
kyaa ko.ii dil kaa KHariidaar idhar aa niklaa
is qadar garmii-e-baazaar kahaa.n se aa.ii
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
jins-e-vafaa kaa dahr me.n baazaar gir gayaa
jab ishq faiz-e-husn kaa haamil nahii.n rahaa
S A Mehdi
Ghazal
yahaa.n vahaa.n sar-e-baazaar KHuu.n bahaa meraa
ajiib hai ki chukaanaa hai KHuu.n-bahaa mujh ko
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
is ‘aqiide ne liyaa qaisar-o-kisraa se KHiraaj
maut kaa vaqt azal se hai muqarrar dekho
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
hai aur hii tariiqa-e-baazaar aaj-kal
jins-e-nafiis ke hai.n KHariidaar aaj-kal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
'qudsii' to akelaa nahii.n maidaan-e-suKHan me.n
har kuucha-o-baazaar me.n fan-kaar bahut hai.n
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
gaa.nv ke zarre zarre me.n hai shor-o-Gul magar
baazaar chup hai aur nagar bolte nahii.n
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
yuusuf-e-husn kaa husn aap KHariidaar rahaa
pahle bazaar-e-azal misr kaa baazaar rahaa
Anwar Dehlvi
Ghazal
allaah re ye garmii-e-baazaar-e-mohabbat
KHud husn-e-azal bhii hai KHariidaar-e-mohabbat
Muneer Bhopali
Ghazal
allaah re ye garmii-e-baazaar-e-mohabbat
KHud husn-e-azal bhii hai KHariidaar-e-mohabbat
Muneer Bhopali
Ghazal
bahaar-e-sub.h-e-azal phir ga.ii nigaaho.n me.n
vahii fazaa tire kuuche ke aas paas bhii hai
Azeem Murtaza
Ghazal
karishmaa-saazi-e-husn-e-azal are tauba
miraa hii aa.iina mujh ko dikhaa ke luuT liyaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
ham-nashii.n puuchh na haal-e-dil-e-naakaam-e-azal
yahii hasrat rahii puuraa ko.ii armaa.n na hu.aa