SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-hech"
Ghazal MATCHES FOR "be-hech"
Ghazal
us kii to dil-aazaarii be-hech hii thii yaaro
kuchh tum ko hamaarii bhii taqsiir nazar aa.ii
Meer Taqi Meer
Ghazal
taazgii daaG kii har shaam ko be-hech nahii.n
aah kyaa jaane diyaa kis kaa bujhaayaa ham ne
Meer Taqi Meer
Ghazal
be-hech us kaa Gussa yaaro balaa-e-jaa.n hai
hargiz manaa na ham se bahteraa hii manaayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
dair-o-haram bhii hech hai.n aur hech baaG-o-raaG
ko.ii jagah ho be tire ai laa-makaa.n hai hech
Shyam Sunder Lal Barq
Ghazal
jii hech jaan hech na dil ne jigar aziiz
sab se sivaa hai vasl tiraa fitna-gar aziiz
Qurban Ali Salik Beg
Ghazal
vo dil hai hech dard-e-mohabbat agar na ho
kis kaam kaa vo dard agar chashm tar na ho
Maharaja Sir Kishan Parashad Shad
Ghazal
Mohammad Izhar ul Haq
Ghazal
'umr be-‘ishq jo guzrii vo rahii be-haasil
hech hai 'ishq agar 'umr kaa haasil na banaa
Sikandar Ali Wajd
Ghazal
laakh dekhuu.n tujhe phirtii nahii.n niyyat merii
dil hai qaabuu me.n miraa ab na tabii.at merii
Mardan Safi
Ghazal
mahv-e-hairat huu.n ki aaKHir ye tamaasha kyaa hai
sub.h KHud puuchh rahii hai ki ujaalaa kyaa hai
Habeeb Ahmad Anjum Datiavi
Ghazal
ab tak ilaaj-e-ranjish-e-be-jaa na kar sake
ik umr me.n bhii husn ko apnaa na kar sake
Abu Mohammad Sahar
Ghazal
Gulam Yahya Huzur Azimabadi
Ghazal
ik faqiir-e-be-navaa ne mujh ko samjhaayaa ye raaz
dard kii daulat ke aage hech hai.n maal o manaal
Krishna Mohan
Ghazal
kab chalaa jaataa hai 'shahpar' ko.ii aa ke saamne
suu.ii kaa girnaa bhii kyaa aavaaz-e-paa ke saamne