SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-vajah"
Ghazal MATCHES FOR "be-vajah"
Ghazal
be-vajah aap hame.n kaash na yuu.n Thukraate
aazmaa lete yaa dastuur badalte jaate
Jatinder Vir Yakhmi jayaveer
Ghazal
pahle itnaa na paraaganda mizaaj-e-dil thaa
be-sabab ha.nsnaa to be-vajah KHafaa ho jaanaa
Waheed Akhtar
Ghazal
afyuu.n kii kisii roz mai.n khaa jaa.uu.ngaa golii
be-vajah ruKH-e-yaar ke gar til ne sataayaa
Shah Naseer
Ghazal
dekh chehra ye tiraa khaa bhii rahaa hai chuGlii
yuu.n na ban be-vajah anjaan mirii jaan bataa
Ehsaan Sabz
Ghazal
thii kashish kii aap me.n hii kuchh kamii
Gair pe kyuu.n be-vajah ilzaam hai
Jatinder Vir Yakhmi jayaveer
Ghazal
be-vajah kis uljhan me.n pa.D jaate ho
tum achchhe ho tum se achchhaa ko.ii nahii.n
Rasheed Afroz
Ghazal
'raahii' be-vajah ranjish KHair ho bhii saktaa hai
is gudaaz lamhe ko tum ne bhii sa.nbhaalaa ho
Saeed Rahi
Ghazal
mai.n dekhtaa nahii.n be-vajah sabza-e-nau-KHez
kabhii hai sabza-e-KHat kii bahaar aa.nkho.n me.n
Munshi Shiv Parshad Wahbi
Ghazal
maayuus kyuu.n jafaa.o.n se hotaa hai be-vajah
sab ke gale me.n Daal vafaa.o.n ke haar tuu
Bubbles Hora Saba
Ghazal
be-vajah mujh se biga.D baiThe hai.n
mai.n ne kuchh un ko kahaa ho jaise
Talat Siddiqi Nahtori
Ghazal
Master Basit Biswani
Ghazal
mai.n hazrat-e-'navaaz' kaa dushman Galat Galat
badnaam kar rahaa hai ko.ii be-vajah mujhe