SEARCH RESULTS
Showing search results for "be.do.n"
Ghazal MATCHES FOR "be.do.n"
Ghazal
Rajesh Reddy
Ghazal
hai ehtiraam-e-hazrat-e-insaan meraa diin
be-diin ho gayaa huu.n mujhe maar diijiye
Ahmad Farhad
Ghazal
ba.De-ba.Do.n kii tarah-daariyaa.n nahii.n chaltii.n
uruuj terii KHabar jab zavaal letaa hai
Waseem Barelvi
Ghazal
agar hai shauq ba.Do.n se mukaalme kaa tujhe
durust pahle tiraa shiin qaaf ho jaa.e
Jahangeer nayab
Ghazal
Jawad Sheikh
Ghazal
mire ba.Do.n ne aadatan chunaa thaa ek dasht
vo bas gayaa 'rahiim' yaar-KHaan ban gayaa
Umair Najmi
Ghazal
mai.n ne anguur kii belo.n me.n tujhe chuum liyaa
kar diyaa aur izaafa tirii hairaanii me.n
Sarvat Husain
Ghazal
Iftikhar Arif
Ghazal
talvaar ab lagaa hai be-Dol paas rakhne
KHuun aaj kal kisuu kaa vo shoKH kar rahe hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
abhii na u.nglii uThaa mujh pe tho.Dii mohlat de
tamiiz siikh rahaa huu.n ba.Do.n me.n baiThne kii
aabid umar
Ghazal
vo kuchh sahii na sahii phir bhii zaahid-e-naadaa.n
ba.De-ba.Do.n se mohabbat me.n kaafirii na hu.ii
Jigar Moradabadi
Ghazal
'firaaq' raah-e-vafaa me.n subuk-ravii terii
ba.De-ba.Do.n ke qadam Dagmagaa.e hai.n kyaa kyaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
buland ho to khule tujh pe zor pastii kaa
ba.De-ba.Do.n ke qadam Dagmagaa.e hai.n kyaa kyaa
Yagana Changezi
Ghazal
ba.De-ba.Do.n ke nasheb-o-faraaz dekhe hai.n
ko.ii mile to sahii jis kaa sar jhukaa hii na ho
Shaz Tamkanat
Ghazal
tum bhii to miyaa.n 'faazil' apnii hii tarah ke ho
dii.n-daar zamaane ke be-diin tabii.at ke