SEARCH RESULTS
Showing search results for "betaabi-e-dil"
Ghazal MATCHES FOR "betaabi-e-dil"
Ghazal
aap to ghabraa ga.e betaabii-e-dil dekh kar
kyaa kahe.nge banda-parvar ahl-e-mahfil dekh kar
Nakhshab Jaarchawi
Ghazal
betaabii-e-dil shauq kaa iz.haar na kar de
us shoKH ko ulfat se KHabar-daar na kar de
Arman Rampuri
Ghazal
kisii din dekh lo aalam mirii betaabii-e-dil kaa
tamaashaa dekhnaa manzuur hai gar raqs-e-bismil kaa
Munshi Shiv Parshad Wahbi
Ghazal
Arif Nadwi
Ghazal
tuu ne kitnaa farq ai betaabii-e-dil kar diyaa
saa.ns lenaa bhii vufuur-e-Gam se mushkil kar diyaa
Saqib Kanpuri
Ghazal
kuchh na samjhegaa tuu betaabii-e-dil kaa aalam
ye musiibat kii gha.Dii tujh pe kahaa.n guzrii hai
Kanval M. A
Ghazal
har baar ba.Dhaa kartii hai be-taabii-e-dil aur
har baar vo aataa hai nazar aur tarah kaa
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
uns kyuu.nkar na ho ai dil mujhe viiraano.n se
har KHaraabe me.n miraa ghar nazar aataa hai mujhe
Dil Ayubi
Ghazal
ai 'dil' us kii yaad hai goyaa usii kaa aa.ina
muzda-e-jaa.n-baKHsh bhii chaltii hu.ii shamshiir bhii
Dil Ayubi
Ghazal
kitnaa hasii.n thaa jurm-e-Gam-e-dil ki do-jahaa.n
dar pe hai.n aaj tak mire ra.ng-e-qubuul ke
Dil Ayubi
Ghazal
rah gayaa KHvaab-e-dil-aaraam adhuuraa kis kaa
Dhal ga.ii shab to khulaa hai ye dariicha kis kaa
Dil Ayubi
Ghazal
ai 'dil' inhe.n idraak kahaa.n namratiyo.n kaa
jo kahte hai.n pal bhar me.n bayaabaa.n se guzar jaa
Dil Ayubi
Ghazal
ai 'dil' ajab vo shahr-e-sitam thaa ki aaj tak
hai ko.ii adh-khulaa saa dariicha KHayaal me.n
Dil Ayubi
Ghazal
Dil Ayubi
Ghazal
ai 'dil' bahut KHaraab hai.n haalaat shahr ke
yaa.n jis kisii se baat karo muKHtasar karo