SEARCH RESULTS
Showing search results for "bha.dak"
Ghazal MATCHES FOR "bha.dak"
Ghazal
yaar havaa se kaise aag bha.Dak uThtii hai
lafz ko.ii a.ngaaraa kaise ho saktaa hai
Jawad Sheikh
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Makhmoor Dehlvi
Ghazal
aag kii zid pe na jaa phir se bha.Dak saktii hai
raakh kii tah me.n sharaara nahii.n dekhaa jaataa
Mohsin Naqvi
Ghazal
dhiire dhiire bha.Dak rahii thii aatish-daan kii aag
bahke hu.e jazbaat the mere aur december thaa
Farah Shahid
Ghazal
Sabir Zafar
Ghazal
ma.aal-e-soz-e-Gam-haa-e-nihaanii dekhte jaa.o
bha.Dak uTThii hai sham-e-zindagaanii dekhte jaa.o
Fani Badayuni
Ghazal
zaraa sa.nbhal ke jalaanaa aqiidato.n ke charaaG
bha.Dak na jaa.e.n ki masnad ye jal bhii saktii hai
Aleena Itrat
Ghazal
Shakeel Azmi
Ghazal
Unknown
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
bha.Dak ke shola-e-gul tuu hii ab lagaa de aag
ki bijliyo.n ko miraa aashiyaa.n nahii.n miltaa
Fani Badayuni
Ghazal
'ajmal' bha.Dak rahii hai zamaane me.n jitnii aag
jii chaahtaa hai siine ke andar sameT luu.n
Ajmal Ajmali
Ghazal
paanii me.n aag dhyaan se tere bha.Dak ga.ii
aa.nsuu me.n kau.ndtii hu.ii bijlii jhalak ga.ii
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
Guncha-e-basta chaTak jaag uThii mauj-e-sabaa
shola-e-husn bha.Dak misr kaa baazaar aayaa