SEARCH RESULTS
Showing search results for "bha.dak"
Nazm MATCHES FOR "bha.dak"
Nazm
hiras
yuu.n achaanak tire aariz kaa KHayaal aataa hai
jaise zulmat me.n ko.ii sham.a bha.Dak uThtii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
aazadi
hamaare siine me.n sho.ale bha.Dak rahe hai.n 'firaaq'
hamaarii saa.ns se raushan hai naam-e-aazaadii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
bhali si ek shakl thi
na ye ki vo chale to kahkashaa.n sii rahguzar lage
magar vo saath ho to phir bhalaa bhalaa safar lage
Ahmad Faraz
Nazm
zaifa
niilam-o-yaaquut se shole bha.Dak uThne ko hai.n
surKH diinaaro.n me.n a.ngaare dahak uThne ko hai.n
Josh Malihabadi
Nazm
dehli
bha.Dak rahe hai.n nigaaho.n ke saamne shole
zabaa.n na mu.nh me.n ho jis ke vo kis tarah bole
Wamiq Jaunpuri
Nazm
mulamma ki anguThi
sone kii mulamme pe na itraa merii pyaarii
do din me.n bha.Dak us kii utar jaa.egii saarii
Ismail Merathi
Nazm
maslahat
jab bha.Dak uTThe.nge har sard-o-siyah siine me.n
yahii sho.ale dil-e-aafaaq ko lau baKHshe.nge
Naresh Kumar Shad
Nazm
meri shaeri aur naqqad
kaun sayyaad kii nazro.n se bhalaa bachtaa hai
taa.ir-e-gosha-nashii.n! KHuub chahak! KHuub chahak!