SEARCH RESULTS
Showing search results for "bhaa.npaa"
Ghazal MATCHES FOR "bhaa.npaa"
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
jalva-e-tuur ko kuchh us kii nazar se bhaa.npaa
jis ne dekhaa hai jamaal-e-ruKH-e-anvar teraa
Farogh Hyderabadi
Ghazal
ye phuul mujhe ko.ii viraasat me.n mile hai.n
tum ne miraa kaa.nTo.n bharaa bistar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
chupke chupke raat din aa.nsuu bahaanaa yaad hai
ham ko ab tak aashiqii kaa vo zamaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
itnaa miiThaa thaa vo Gusse bharaa lahja mat puuchh
us ne jis jis ko bhii jaane kaa kahaa baiTh gayaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
duniyaa kii nigaaho.n me.n bhalaa kyaa hai buraa kyaa
ye bojh agar dil se utar jaa.e to achchhaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
tumhaare baa'd bhalaa kyaa hai.n va.ada-o-paimaa.n
bas apnaa vaqt ga.nvaa luu.n agar ijaazat ho
Jaun Eliya
Ghazal
vo aur vafaa-dushman maane.nge na maanaa hai
sab dil kii sharaarat hai aa.nkho.n kaa bahaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
dil hai to dha.Dakne kaa bahaana ko.ii Dhuu.nDe
patthar kii tarah be-his o be-jaan saa kyuu.n hai
Shahryar
Ghazal
kahtaa thaa naaseho.n se mire mu.nh na aa.iyo
phir kyaa thaa ek huu kaa bahaana bahut hu.aa