SEARCH RESULTS
Showing search results for "bharo"
Ghazal MATCHES FOR "bharo"
Ghazal
sunaa hai log use aa.nkh bhar ke dekhte hai.n
so us ke shahr me.n kuchh din Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ye phuul mujhe ko.ii viraasat me.n mile hai.n
tum ne miraa kaa.nTo.n bharaa bistar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
taaro.n se meraa jaam bharo mai.n nashe me.n huu.n
ai saakinaan-e-KHuld suno mai.n nashe me.n huu.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
mujhe nahii.n hai ko.ii vahm apne baare me.n
bharo na had se ziyaada havaa Gubaare me.n
Iqbal Sajid
Ghazal
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
vafaa kaa dam na bharo dosto tum 'aslam' se
tumhe.n jo vaqt pe jhuTlaa ga.ii to kyaa hogaa
Aslam Aazad
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ashk aa.nkho.n se Tapakte hai.n bahut 'khullar'jii
un me.n ab rang bharo tum hii zamaane vaalaa
Vishal Khullar
Ghazal
yaa to KHvaabo.n me.n haqiiqat kaa ko.ii rang bharo
yaa to kah do ki ko.ii KHvaab na paalaa jaa.e
Mashkoor Mamnoon Qannauji
Ghazal
kuchh aise rang bharo jo samay se utre nahii.n
ye muu-qalam se kare.n iltimaas tasviire.n
Dinesh Kumar
Ghazal
bhalaa kab tak sahoge zulm chup rah kar
bharo hu.nkaar aavaaze.n uThaa.o ab
Satish Dubey Satyarth
Ghazal
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
kitnii parvaaz bharo apnaa na aaGaaz tajo
par bikhar ke to zamii.n par hii pa.De hai.n saare
Divya Jain
Ghazal
Rituraj Kumar
Ghazal
dosto aa.nkhe.n na kholo ThanDii saa.nse.n mat bharo
aa ga.e manzil pe tum 'aslam' bahut nazdiik hai