SEARCH RESULTS
Showing search results for "biij"
Ghazal MATCHES FOR "biij"
Ghazal
bin kar har ek bazm kaa mauzuu-e-guftuguu
shero.n me.n tere Gam ko samoyaa kare.nge ham
Qateel Shifai
Ghazal
miluu.ngaa KHaak me.n ik roz biij ke maanind
fanaa pukaar rahii hai mujhe baqaa ke liye
Shaz Tamkanat
Ghazal
zamii.n saa duusraa ko.ii saKHii kahaa.n hogaa
zaraa saa biij uThaa le to pe.D detii hai
Gulzar
Ghazal
aap maalii hai.n na suuraj hai.n na mausam phir bhii
biij ko dekhte rahiyegaa samar hone tak
Rehman Faris
Ghazal
ugtaa hai ki miTTii hii me.n ho jaataa hai miTTii
is biij kaa is KHaak me.n bonaa hii bahut hai
Zafar Iqbal
Ghazal
kin muTThiyo.n ne biij bikhere zamiin par
kin baarisho.n ne is ko tamaashaa banaa diyaa
Ahmad Mushtaq
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
chain se kaise rahegaa kabhii vo duniyaa me.n
biij nafrat ke zamiino.n me.n ugaane vaalaa
Siddharth Saini Saad
Ghazal
bikherte raho sahraa me.n biij ulfat ke
ki biij hii to ubhar kar shajar banaate hai.n
Jameeluddin Aali
Ghazal
biij kis suurat me.n baahar aa.egaa kis ko KHabar
fasl kyaa hogii use bone se pahle dekhte