SEARCH RESULTS
Showing search results for "black-out"
Ghazal MATCHES FOR "black-out"
Ghazal
badan par hai Daa.nbar to ho.nTo.n pe laalii
black aur techni color fifTy fifTy
Pagal Adilabadi
Ghazal
muddat se Dher jaada-e-baak-e-najaf me.n hai
takiya hai is faqiir kaa raah-e-najaat me.n
Muneer Shikohabadi
Ghazal
sirf ik choT zaraa sii lagii aur baiTh gayaa
naaz karte the bahut is dil-e-be-baak pe ham
Ismail Raaz
Ghazal
aa.nkhe.n black-and-white hai.n to phir in me.n kyuu.n
ra.ng-bira.nge KHvaab kahaa.n se aate hai.n
Fariha Naqvi
Ghazal
uuT-paTaa.ng allam-gallam jaane kyaa kyaa hai
ab jis ke jo jii aataa hai bak detaa hai
Shamim Abbas
Ghazal
meraa chehra jaisaa thaa vaisaa dikhaayaa ai 'zamiir'
sab yaqiin aa.iina-e-be-baak par hai.n aaj bhii
Zameer Atraulvi
Ghazal
barq-e-Gam ban ke jo ehsaas-e-nazar phuu.nk ga.ii
is qadar thii tire ik jumla-e-be-baak me.n aag
Fitrat Ansari
Ghazal
banegii ik na.ii duujii KHamoshii
agar mai.n to.D duu.n apnii KHamoshii
Dheerendra Singh Faiyaz
Ghazal
Tuk ho.nT hilaa.uu.n to ye kahtaa hai na bak be
aur paas jo baiThuu.n to sunaataa hai sarak be
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
vafaa kii jang me.n dono.n kaa ishtiraak hu.aa
ko.ii shahiid hu.aa aur ko.ii halaak hu.aa
Tasleem Niyazi
Ghazal
subuk saa dard thaa uThtaa rahaa jo zaKHmo.n se
to ham bhii karte rahe chhe.D-chhaa.D ashko.n se
Aslam Habeeb
Ghazal
varaq-jaa.n pe likhe mai.n ne sahiife dil ke
is havaale se bhii mai.n sho.ala-e-be-baak hu.aa
Rafique Khayal
Ghazal
muzhda ye sabaa us but-e-be-baak ko pahu.nchaa
ye duud-e-dil-e-soKHta aflaak ko pahu.nchaa
Mirza Mohammad Taqi Hawas
Ghazal
duniyaa kii zabaano.n pe rahe KHauf ke taale
bas haq to mire lahja-e-be-baak se niklaa
Azm Shakri
Ghazal
jhuk ga.ii jab ye anaa tere dar-e-saffaak par
mujh se mat puuchho ki kyaa guzrii dil-e-be-baak par