SEARCH RESULTS
Showing search results for "bohat"
Ghazal MATCHES FOR "bohat"
Ghazal
achchhaa lagtaa hai vo jaise gul-e-gulaab
phuulo.n kii bohtaat me.n achchhaa lagtaa hai
Qamar Aasi
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
maa.n ke haath ke bhaat ke lazzat mat puuchho
saath me.n us ke ka.nkar achchhaa lagtaa hai
Haleem Husain Zaidi
Ghazal
ye ham jo peT se hii sochte hai.n shaam o sahar
kabhii to jaa.e.nge is daal-bhaat se aage
Zafar Iqbal
Ghazal
aa.e to dil me.n pyaar kaa chashma ubal pa.Daa
aur chal diye to dard kii bohtaat ho ga.ii
Hasan Rizvi
Ghazal
jis ke mulk kii bachchii bhaat kahtii mar jaa.e
us ke baadshaaho.n kii muflisii dikhaa duu.ngaa
Jawed Ulfat
Ghazal
har chiiz kii bohtaat hai is daur me.n lekin
vo chiiz jise kahte hai.n kirdaar nahii.n hai
Qadir Siddiqi
Ghazal
ai mah-e-chaar-dahum terii KHushii kii KHaatir
ik siyah-raat kii bohtaat me.n aa.e hu.e hai.n
Zaeem Rasheed
Ghazal
yahaa.n Gamo.n kii hai bohtaat aur KHushii kam hai
chale bhii aa.o ki apnii bhii zindagii kam hai
M. I. Sajid
Ghazal
pinjro.n kii bohtaat gavaahii detii hai
insaano.n ke haatho.n tang parinde hai.n
Yasir Raza Asif
Ghazal
ab qudratii aafaat se maKHluuq maregii
kii.Do.n ke liye gosht kii bohtaat to hogii
Shahid Mahmood
Ghazal
tumhaaraa dil jo churaa le vo scene tho.Dii hai
Gazal hamaarii ye taaza-tariin tho.Dii hai
Meena Bhatt
Ghazal
saffaak zehniyat ko milaa jab se eqtidaar
amn-o-sukuu.n kii mulk se bohtaat bhii ga.ii
Faizan Asad
Ghazal
raah-e-ulfat se pareshaan kidhar jaataa hai
apnii manzil se bhii anjaan kidhar jaataa hai