SEARCH RESULTS
Showing search results for "bore"
Ghazal MATCHES FOR "bore"
Ghazal
sunaa hai bole to baato.n se phuul jha.Dte hai.n
ye baat hai to chalo baat kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
so jaate hai.n bore pe chataa.ii pe kahii.n bhii
muflis to kabhii maKHmalii bistar nahii.n lete
Nazan Jamshedpuri
Ghazal
raat bhar 'alvii' ko mai.n pa.Dhtaa rahaa
yaar vo shaa'ir to sach-much bore thaa
Mohammad Alvi
Ghazal
ubhre.nge ek baar abhii dil ke valvale
go dab ga.e hai.n baar-e-Gam-e-zindagii se ham
Sahir Ludhianvi
Ghazal
phir jii me.n hai ki dar pe kisii ke pa.De rahe.n
sar zer-baar-e-minnat-e-darbaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
jab un ko tarz-e-sitam aa ga.e to hosh aayaa
buraa ho dil kaa bure vaqt hoshyaar kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
ye samajh kar tujhe ai maut lagaa rakkhaa hai
kaam aataa hai bure vaqt me.n aanaa teraa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Behzad Lakhnavi
Ghazal
Varun Anand
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
mire baare me.n ko.ii raa.e to hogii us kii
us ne mujh ko bhii kabhii to.D ke dekhaa hogaa
Nida Fazli
Ghazal
jo Gam milaa hai bojh uThaayaa hai us kaa KHud
sar zer-e-baar-e-saaGar-o-baada nahii.n kiyaa