SEARCH RESULTS
Showing search results for "burraaq"
Ghazal MATCHES FOR "burraaq"
Ghazal
allaama kii dukaa.n me.n hai burraaq dastiyaab
fursat mile to raat kiraa.e pe liijiye
Mubashshir Ali Zaidi
Ghazal
ham apnii maut se aage nikal chuke kab ke
buraaq-e-'umr sivaa tujh se barq-gaam hai.n ham
Ameer Imam
Ghazal
ho raKHt-e-safar suurat-e-burraaq hamaaraa
me.araaj pe me.araaj ho har roz yahaa.n aur
Safwat Ali Safwat
Ghazal
Rizwan Muqeem
Ghazal
chho.D jaa.e na zamaana tujhe aadhe raste
ban ke burraaq tujhe aage nikalnaa hogaa
Mumtaz Malik
Ghazal
ik sa'aadat hu.ii burraaq ke shajre ko 'ataa
varna laazim to na thaa ko.ii savaarii honaa
Amar Ruhani
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
duniyaa kii nigaaho.n me.n bhalaa kyaa hai buraa kyaa
ye bojh agar dil se utar jaa.e to achchhaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
aashiq huu.n pa maashuuq-farebii hai miraa kaam
majnuu.n ko buraa kahtii hai lailaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
is nazaakat kaa buraa ho vo bhale hai.n to kyaa
haath aave.n to unhe.n haath lagaa.e na bane
Mirza Ghalib
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
tumhaare shahr kaa mausam ba.Daa suhaanaa lage
mai.n ek shaam churaa luu.n agar buraa na lage