SEARCH RESULTS
Showing search results for "buu-e-tama.a"
Ghazal MATCHES FOR "buu-e-tama.a"
Ghazal
mabaadaa baat me.n buu-e-tama.a agar paave.n
phir un kii aa.nkho.n se terii girii salaam-alaik
Mirza Azfari
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
anaadil naGma-zan ho.n to chaman bedaar ho jaa.e
pareshaa.n buu-e-gul ho to fazaa sarshaar ho jaa.e
Kanval M. A
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
maayuus KHud-ba-KHud dil-e-ummiid-vaar hai
is gul me.n buu KHizaa.n kii hai ra.ng-e-bahaar hai
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
aisii chalii havaa-e-gulistaa.n mirii taraf
chhuu kar buu-e-gulaab ne sandal kyaa mujhe
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
buu aane lagii tujh se bhii duniyaa kii mire yaar
kuchh roz mujhe sohbat-e-bad chaahiye merii
Aal-e-Umar
Ghazal
rakhnaa qadam chaman me.n KHizaa.n dekh-bhaal kar
dariyaa-e-rang-o-buu me.n hai girdaab dekhnaa
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
ra.ngiinii-e-fikr aur merii raushnii-e-tama.a
kuchh la.al-o-gohar aur ugal jaa.e to achchhaa
Hatim Ali Mehr
Ghazal
gum ho.nge buu-e-zulf-e-shikan-dar-shikan me.n ham
qabza kare.nge chiin ko le kar KHutan me.n ham
Aish Dehlvi
Ghazal
aa rahii hai saaf buu-e-sumbul-e-baaG-e-jinaa.n
gesuu-e-mahbuub shaayad merii mayyat par khulaa
Yagana Changezi
Ghazal
daaraa o sikandar se vo mard-e-faqiir aulaa
ho jis kii faqiirii me.n buu-e-asadul-laahii
Allama Iqbal
Ghazal
aashuftagii phir aaj manaa le ga.ii mujhe
ik buu-e-rah-guzaar-e-balaa le ga.ii mujhe
Musavvir Sabzwari
Ghazal
har nafas se aa.e buu-e-aatish-e-sayyaal-e-ishq
aag vo dil me.n lahuu me.n vo haraarat bhii to ho