SEARCH RESULTS
Showing search results for "case"
Ghazal MATCHES FOR "case"
Ghazal
kise nasiib ki be-pairahan use dekhe
kabhii kabhii dar o diivaar ghar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
baras rahii hai hariim-e-havas me.n daulat-e-husn
gadaa-e-ishq ke kaase me.n ik nazar bhii nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
kitne aish se rahte ho.nge kitne itraate ho.nge
jaane kaise log vo ho.nge jo us ko bhaate ho.nge
Jaun Eliya
Ghazal
yaarab kase hai naaqa har Guncha is chaman kaa
raah-e-vafaa ko ham to masduud jaante hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
mahtaab-ba-kaf raat kase Dhuu.nD rahii hai
kuchh duur chalo aa.o zaraa tum bhii to dekho
Bashar Nawaz
Ghazal
havaa ke haath me.n kaase hai.n zard patto.n ke
kahaa.n ga.e vo saKHii sabz chaadaro.n vaale
Mohsin Naqvi
Ghazal
dil ko KHushii bhii had se ziyaada nahii.n milii
kaase ke e'tibaar se Gam bhii nahii.n milaa
Munawwar Rana
Ghazal
mere kaase ko hai bas chaar hii sikko.n kii talab
ishq ho vaqt ho kaaGaz ho qalam ho aamiin
Rehman Faris
Ghazal
dekh kar nazm-e-do-aalam hame.n kahnaa hii pa.Daa
ye saliiqa hai kase anjuman-aaraa.ii kaa
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
hanuut titliyaa.n show-case me.n nazar aa.ii.n
shariir bachche gharo.n me.n bhii sahme sahme rahe
Hasan Nasir
Ghazal
Mohsin Asrar
Ghazal
sab ek nazar phe.nk ke ba.Dh jaate hai.n aage
mai.n vaqt ke show-case me.n chup-chaap kha.Daa huu.n
Nazeer Banarasi
Ghazal
uThaa ke phirte hai.n ham aap sirf naam to le.n
qasam se aap to kaase kii kaa se mar jaa.e.n
Rakib Mukhtar
Ghazal
duniyaa kii nafrate.n mujhe qallaash kar ga.ii.n
ik pyaar kii nazar mire kaase me.n Daaliye