SEARCH RESULTS
Showing search results for "chaahte"
Ghazal MATCHES FOR "chaahte"
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
patthar mujhe kahtaa hai miraa chaahne vaalaa
mai.n mom huu.n us ne mujhe chhuu kar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
kuchh to ham KHud bhii nahii.n chaahte shohrat apnii
aur kuchh log bhii aisaa nahii.n hone dete
Meraj Faizabadi
Ghazal
vo jo maujuud nahii.n us kii madad chaahte hai.n
vo jo suntaa hii nahii.n us ko pukaare jaa.e.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ajab maza hai mujhe lazzat-e-KHudii de kar
vo chaahte hai.n ki mai.n apne aap me.n na rahuu.n
Allama Iqbal
Ghazal
ye aa.ino.n kii tarah dekh-bhaal chaahte hai.n
ki dil bhii TuuTe.n to phir se ju.Daa nahii.n karte
Amjad Islam Amjad
Ghazal
parinde qaid hai.n tum chahchahaahaT chaahte ho
tumhe.n to achchhaa-KHaasaa nafsiyaatii mas.ala hai
Umair Najmi
Ghazal
tum chaahte ho tum se bichha.D ke bhii KHush rahuu.n
ya.anii havaa bhii chaltii rahe aur diyaa jale
Tahzeeb Hafi
Ghazal
dilo.n kii baat badan kii zabaa.n se kah dete
ye chaahte the magar dil idhar nahii.n aayaa
Iftikhar Arif
Ghazal
kuchh vaqt chaahte the ki soche.n tire liye
tuu ne vo vaqt ham ko zamaane nahii.n diyaa
Muneer Niyazi
Ghazal
hamaare paas bhii baiTho bas itnaa chaahte hai.n
hamaare saath tabii.at agar tumhaarii lage
Ahmad Faraz
Ghazal
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
kabhii kabhii to in ashko.n kii aabruu ke liye
na chaahte hu.e bhii muskuraanaa pa.Dtaa hai
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
hairato.n ke silsile soz-e-nihaa.n tak aa ga.e
ham nazar tak chaahte the tum to jaa.n tak aa ga.e
Qabil Ajmeri
Ghazal
jiine me.n iKHtiyaar nahii.n varna ham-nashii.n
ham chaahte hai.n maut to apnii KHudaa se aaj