SEARCH RESULTS
Showing search results for "chaahte"
Nazm MATCHES FOR "chaahte"
Nazm
jawab-e-shikwa
tum me.n huuro.n kaa ko.ii chaahne vaalaa hii nahii.n
jalva-e-tuur to maujuud hai muusaa hii nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
muhasara
so shart ye hai jo jaa.n kii amaan chaahte ho
to apne lauh-o-qalam qatl-gaah me.n rakh do
Ahmad Faraz
Nazm
magar zulm ke KHilaf
ham amn chaahte hai.n magar zulm ke KHilaaf
gar ja.ng laazmii hai to phir ja.ng hii sahii
Sahir Ludhianvi
Nazm
tin aawazen
bistar-e-KHvaab se kyaa chaahte ho
saarii aa.nkho.n ko tah-e-teG kiyaa hai mai.n ne
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek pul banaya ja raha hai
mohabbat kaa matlab jaan.naa chaahte ho
to pahle dariyaa se milo...
Sarvat Husain
Nazm
hubb-e-watan
tum agar chaahte ho mulk kii KHair
na kisii ham-vatan ko samjho Gair
Altaf Hussain Hali
Nazm
daraKHt mere dost
tum bahut pur-vaqaar aur saada ho
mere thaile ko jaan.naa chaahte ho
Sarvat Husain
Nazm
KHak-e-hind
gard-o-Gubaar yaa.n kaa KHil.at hai apne tan ko
mar kar bhii chaahte hai.n KHaak-e-vatan kafan ko
Chakbast Braj Narayan
Nazm
hubb-e-watan
tum agar chaahte ho mulk kii KHair
na kisii ham-vatan ko samjho Gair
Altaf Hussain Hali
Nazm
sal-e-nau mubarak
magar kis ne rokaa hai bahtii havaa ko
jo ham chaahte hai.n vo kaise bhalaa ho