SEARCH RESULTS
Showing search results for "chaakar"
Ghazal MATCHES FOR "chaakar"
Ghazal
apnii ta.abiir ke chakkar me.n miraa jaagtaa KHvaab
roz suuraj kii tarah ghar se nikal pa.Dtaa hai
Rahat Indori
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
ik fursat-e-gunaah milii vo bhii chaar din
dekhe hai.n ham ne hausle parvardigaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
chabaa le.n kyo.n na KHud hii apnaa Dhaa.ncha
tumhe.n raatib muhayyaa kyo.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
bhaag aise rahnumaa se jo lagtaa hai KHizr saa
jaane ye kis jagah tujhe chakkar me.n Daal de
Kaif Bhopali
Ghazal
hai gardish-e-saaGar mirii taqdiir kaa chakkar
mohtaaj-e-tavaaf-e-dar-e-mai-KHaana nahii.n huu.n
Shakeel Badayuni
Ghazal
dil kisii samt kisii samt qadam jaataa hai
tere maujuud ke chakkar me.n adam jaataa hai
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Saghar Nizami
Ghazal
maana-e-dasht-navardii ko.ii tadbiir nahii.n
ek chakkar hai mire paa.nv me.n zanjiir nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
Gulaam aashiq o chaakar musaahib o hamraaz
Garaz jo thaa hame.n honaa so ho liye saahib
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
talaash-e-yaar me.n chho.Dii na sarzamii.n ko.ii
hamaare paa.nv me.n chakkar hai aasmaa.n kii tarah
Dagh Dehlvi
Ghazal
yuu.n roz hu.aa karte the be-saaKHta chakkar
ab aaj bulaayaa hai to jaanaa nahii.n aataa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
apnaa tuufaa.n na dikhaa.e vo samundar mujh ko
chaar qatre na hu.e jis se mayassar mujh ko
Bismil Azimabadi
Ghazal
chakkar the paa.nv me.n ko.ii shaam-o-sahar 'zafar'
uupar se mere sar pe savaar intizaar thaa
Zafar Iqbal
Ghazal
har ek shaKHs kaa ye haal hai ki jaise yahaa.n
zamiin aaKHirii chakkar lagaane vaalii hai