SEARCH RESULTS
Showing search results for "chamkaa.o"
Ghazal MATCHES FOR "chamkaa.o"
Ghazal
guzre.n jo mere ghar se to ruk jaa.e.n sitaare
is tarah mirii raat ko chamkaa.o kisii din
Amjad Islam Amjad
Ghazal
koh-e-Gam aur giraa.n aur giraa.n aur giraa.n
Gam-zado teshe ko chamkaa.o ki kuchh raat kaTe
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
saaz-e-furqat pe Gazal gaa.o ki kuchh raat kaTe
pyaar kii rasm ko chamkaa.o ki kuchh raat kaTe
Raees Akhtar
Ghazal
mash.al-e-dard ko bha.Dkaa.o ki kuchh raat kaTe
aaj har zaKHm ko chamkaa.o ki kuchh raat kaTe
Shaghil Adeeb
Ghazal
ko.ii to kaam lo Gam se rage.n hii chamkaa.o
jale.ngii sham'e.n a.ndheraa makaa.n se niklegaa
Javed Shaheen
Ghazal
zulmat-e-shab me.n ye tanhaa.ii galaa gho.nT na de
shiisha-e-karb hii chamkaa.o to kuchh baat bane
Jafar Raza
Ghazal
kuchh ujaalaa to ho viiraana-e-dil me.n ai 'zeb'
jis jagah sham' na Thahre vahaa.n aa.nsuu chamkaa.o
Zeb Ghauri
Ghazal
jaam-e-Gam aaj bhii chhalkaa.o ki kuchh raat kaTe
saath rakkho mujhe bahlaa.o ki kuchh raat kaTe
Mohammad Abdul Qadir Adeeb
Ghazal
aks-e-ruKHsaar ne kis ke hai tujhe chamkaayaa
taab tujh me.n mah-e-kaamil kabhii aisii to na thii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
apnii ta.abiir ke chakkar me.n miraa jaagtaa KHvaab
roz suuraj kii tarah ghar se nikal pa.Dtaa hai
Rahat Indori
Ghazal
sho.ala-e-aah ko bijlii kii tarah chamkaa.uu.n
par mujhe Dar hai ki vo dekh ke Dar jaa.e.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
raaste jo bhii chamak-daar nazar aate hai.n
sab terii o.Dhnii ke taar nazar aate hai.n
Zubair Ali Tabish
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
chhalkaa.e hu.e chalnaa KHushbuu lab-e-laalii.n kii
ik baaG saa saath apne mahkaa.e hu.e rahnaa