SEARCH RESULTS
Showing search results for "charaagaan"
Ghazal MATCHES FOR "charaagaan"
Ghazal
muddat hu.ii hai yaar ko mehmaa.n kiye hu.e
josh-e-qadah se bazm charaaGaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
an-ginat mahfile.n mahruum-e-charaaGaa.n hai.n abhii
kaun kahtaa hai ki zulmaat ne dam to.D diyaa
Saghar Siddiqui
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
kiyaa muj ko daaGo.n ne sarv-e-charaaGaa.n
kabhuu tuu ne aa kar tamaashaa na dekhaa
Khwaja Meer Dard
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
haa.n charaaGaa.n kii kaifiyat thii kabhii
ab to palko.n pe ik diyaa bhii nahii.n
Zahida Nadeem Hina
Ghazal
ab dil me.n sar-e-shaam charaaGaa.n nahii.n hotaa
sho.ala tire Gam kaa kahii.n bujhne na lagaa ho
Athar Nafees
Ghazal
ye ruuh raqs-e-charaaGaa.n hai apne halqe me.n
ye jism saaya hai aur saaya Dhal rahaa hai miyaa.n
Naseer Turabi
Ghazal
is jashn-e-charaaGaa.n se to behtar the a.ndhere
in jhuuTe charaaGo.n ko bujhaa kyuu.n nahii.n dete
Iqbal Azeem
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
hujuum-e-jalva se jis raah par charaaGaa.n thaa
jo bujh ga.ii hai to us raah se guzarnaa kyaa
Mushfiq Khwaja
Ghazal
qatl-gah me.n ye charaaGaa.n hai mire dam se 'bashiir'
mujh ko dekhaa to chamakne lage KHanjar saare
Bashir Farooqi
Ghazal
asar-e-aabla se jaada-e-sahraa-e-junuu.n
suurat-e-rishta-e-gauhar hai charaaGaa.n mujh se
Mirza Ghalib
Ghazal
tumhaarii yaad se hai vo charaaGaa.n
kii aa.nsuu bhii sitaaraa ho gayaa hai
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
aaj tak hai.n usii kuuche me.n nigaahe.n aabaad
suurate.n achchhii charaaG achchhe dariicha achchhaa