SEARCH RESULTS
Showing search results for "charkaa"
Ghazal MATCHES FOR "charkaa"
Ghazal
gul dikhaate hai.n hame.n kyaa zaKHm-e-tan
dil pe khaanaa ko.ii charkaa kaam hai
Jaleel Manikpuri
Ghazal
ba.De saliiqe se duniyaa ne mere dil ko diye
vo ghaa.o jin me.n thaa sachchaa.iyo.n kaa charkaa bhii
Majeed Amjad
Ghazal
Aagha Akbarabadi
Ghazal
dil ha.ns ke jhel jaa.e ye baat aur hai magar
charkaa tirii nigaah kaa aksar lagaa mujhe
Qadir Siddiqi
Ghazal
ye Gazal likkhii to hai 'sho.ala' magar az ruu-e-fan
de ga.ii charkaa shikast-e-naa-ravaa barsaat kii
Shola Kararvi
Ghazal
Habeeb Moosavi
Ghazal
charkaa de kar mirii gardan se uThaa.ii talvaar
aa gayaa rahm bhii jallaad ko bedaad ke saath
Fakhir Lakhnavi
Ghazal
kis tarah mayassar ho mujhe arsa-e-raahat
har lahza na.ii choT nayaa Gam nayaa charkaa
Siddique Afghani
Ghazal
Abdullah Khalid
Ghazal
chabaa le.n kyo.n na KHud hii apnaa Dhaa.ncha
tumhe.n raatib muhayyaa kyo.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
yaad kar ke aur bhii takliif hotii thii 'adiim'
bhuul jaane ke sivaa ab ko.ii bhii chaaraa na thaa
Adeem Hashmi
Ghazal
phir chaahtaa huu.n naama-e-dildaar kholnaa
jaa.n nazr-e-dil-farebi-e-unvaa.n kiye hu.e