SEARCH RESULTS
Showing search results for "chashm-e-hamdam"
Ghazal MATCHES FOR "chashm-e-hamdam"
Ghazal
muntazir aap rahe.n ham to chale ai 'hamdam'
naKHl-e-gulzaar-e-tamanna me.n samar hone tak
Hamdam Siddiqi
Ghazal
shaan-e-KHuddaarii pe aa.nch aa na sake ai 'hamdam'
apnii palko.n pe sameTe hu.e aa.nsuu rakhiye
Hamdam Siddiqi
Ghazal
yuu.n to andaaz-e-bayaa.n hai.n dil-nashii.n sab ke magar
ik na.e andaaz me.n afkaar-e-hamdam dekhiye
Hamdam Siddiqi
Ghazal
kahii.n bazm-e-nashaat-e-aish-o-ishrat
kahii.n par chashm-e-nam hai aur mai.n huu.n
Hamdam Siddiqi
Ghazal
jaa.eza lete raho 'hamdam' kitaab-e-ziist kaa
aane vaalaa kal tumhaaraa imtihaa.n hogaa zaruur
Hamdam Siddiqi
Ghazal
Hamdam Siddiqi
Ghazal
ho kar shariik-e-bazm to 'hamdam' kabhii thaa KHush
ab jaane kyaa hu.aa hai ki vo hai yahaa.n udaas
Hamdam Siddiqi
Ghazal
Baldev singh Hamdam
Ghazal
ba-chashm-e-Gaur jo dekho to aur bhii kuchh hai
faqat gunaah nahii.n aadmii ke daaman me.n
Baldev singh Hamdam
Ghazal
ye vaqt-e-javaanii hai ga.nvaa is ko na 'hamdam'
naadaan ibaarat ke liye umr pa.Dii hai
Baldev singh Hamdam
Ghazal
baqaa kii fikr na andesha-e-fanaa 'hamdam'
KHudaa ke jalve me.n KHud ko samaa rahaa huu.n mai.n
Baldev singh Hamdam
Ghazal
manzil-e-ishq me.n kyaa kaam thaa un kaa 'hamdam'
thak ke jo baiTh ga.e raah me.n aaraam ke saath
Baldev singh Hamdam
Ghazal
lahuu hii kitnaa hai jo chashm-e-tar se niklegaa
yahaa.n bhii kaam na 'arz-e-hunar se niklegaa