SEARCH RESULTS
Showing search results for "chashma-e-zamzam"
Ghazal MATCHES FOR "chashma-e-zamzam"
Ghazal
be-niyaazii kaa ye aalam hai to ik din ‘chashma’
mere dil ko vo ta.Dap suurat-e-maahii de.nge
Chashma Farooqi
Ghazal
Sufi Zamzam Bijnori
Ghazal
ye bhii thaa chashm-e-fusuu.n-saaz kaa sadqa 'zamzam'
barq kyaa KHaak jalaatii mire kaashaane ko
Sufi Zamzam Bijnori
Ghazal
sach puuchhiye 'zamzam' to ab is daur-e-havas me.n
jiine hii kaa kuchh lutf na marne kaa maza hai
Sufi Zamzam Bijnori
Ghazal
ahl-e-dil ahl-e-nazar se ko.ii puuchhe 'zamzam'
is mohabbat ko jo siine me.n nihaa.n hotii hai
Sufi Ayyub Zamzam
Ghazal
'zamzam' ye inqalaab niraalaa hai kyaa kahe.n
aazaadii-e-vatan kii KHushii Gam hai in dino.n
Sufi Ayyub Zamzam
Ghazal
ye ahl-e-gulsitaa.n gar chaahe.n 'zamzam'
chaman hai to bahaar aane ke qaabil
Sufi Zamzam Bijnori
Ghazal
udhar kii nargis-e-maKHmuur ne tiir-afagnii 'zamzam'
idhar uTThii sadaa-e-aafrii.n ushshaaq ke dil se
Sufi Zamzam Bijnori
Ghazal
zauq-e-nazzaara salaamat hai to 'zamzam' ik din
jalva-e-dost lab-e-baam bhii aa jaa.egaa
Sufi Zamzam Bijnori
Ghazal
'zamzam' tariiq-e-ishq me.n tajdiid-e-shauq kar
tafsiir-e-ka.aba sharh-e-sanam-KHaana ban ke jii
Sufi Zamzam Bijnori
Ghazal
rah rah ke nazar suu-e-falak uThtii hai 'zamzam'
vo mujh pe kahii.n aaj mehrbaa.n to nahii.n hai
Sufi Ayyub Zamzam
Ghazal
Sufi Ayyub Zamzam
Ghazal
zauq-e-nazzaara abhii KHaam hai apnaa 'zamzam'
har nazar haasil-e-tanviir bhii ho saktii hai
Sufi Ayyub Zamzam
Ghazal
e.Diyaa.n maarne vaale hai.n zamaane me.n bahut
kyo.n ravaa.n chashma-e-zamzam nahii.n hone paataa
Saeedullah Shad
Ghazal
kisii 'aziiz ko hai intizaar ai 'zamzam'
javaan zindagii hai nazr-e-haadsaat na kar
Mukarram Husain Awan Zamzam
Ghazal
vahaa.n KHudaa kii KHudaa.ii pe shak ma'aaz-allaah
hazaar chashma-e-zamzam jahaa.n ubaltaa hai
Irfan Aazmi
Ghazal
sahraa.o.n se niklaa thaa kabhii chashma-e-zamzam
aatii hai sadaa aaj bhii tham aur zaraa saa