SEARCH RESULTS
Showing search results for "chhilne"
Ghazal MATCHES FOR "chhilne"
Ghazal
KHatt-e-aariz jo tarashne se miTe hai ye muhaal
chhiilne se nahii.n qismat kaa likhaa chhil jaataa
Shad Lakhnavi
Ghazal
KHaamoshiyo.n se chhilne lagii.n thii.n samaa.ate.n
lekin sadaa ko zaKHm pa malne nahii.n diyaa
Sharib Mauranwi
Ghazal
patthar mujhe kahtaa hai miraa chaahne vaalaa
mai.n mom huu.n us ne mujhe chhuu kar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
mujh ko chalne do akelaa hai abhii meraa safar
raasta rokaa gayaa to qaafila ho jaa.uu.ngaa
Waseem Barelvi
Ghazal
raah chalte hu.e aksar ye gumaa.n hotaa hai
vo nazar chhup ke mujhe dekh rahii ho jaise
Faaiz Anwar
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
chalne kaa hausla nahii.n ruknaa muhaal kar diyaa
ishq ke is safar ne to mujh ko niDhaal kar diyaa
Parveen Shakir
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Jawad Sheikh
Ghazal
hu.aa hai ko.ii magar us kaa chaahne vaalaa
ki aasmaa.n ne tiraa sheva iKHtiyaar kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
chalte rahte hai.n ki chalnaa hai musaafir kaa nasiib
sochte rahte hai.n kis raahguzar ke ham hai.n
Nida Fazli
Ghazal
Behzad Lakhnavi
Ghazal
mujh ko bhii shauq thaa na.e chehro.n kii diid kaa
rasta badal ke chalne kii aadat use bhii thii
Mohsin Naqvi
Ghazal
chhalke hu.e the jaam pareshaa.n thii zulf-e-yaar
kuchh aise haadsaat se ghabraa ke pii gayaa