SEARCH RESULTS
Showing search results for "chilman"
Ghazal MATCHES FOR "chilman"
Ghazal
KHuub parda hai ki chilman se lage baiThe hai.n
saaf chhupte bhii nahii.n saamne aate bhii nahii.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
jab raat kii tanhaa.ii dil ban ke dha.Daktii hai
yaado.n ke dariicho.n me.n chilman sii saraktii hai
Bashir Badr
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
chilman kaa ulaT jaanaa zaahir kaa bahaana hai
un ko to bahar-suurat ik jalva dikhaa jaanaa
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
aate jaate nazar aatii hai jhalak chilman se
parde parde me.n nikal aa.ii ye suurat achchhii
Riyaz Khairabadi
Ghazal
mere andar ko.ii taktaa rahaa rasta us kaa
mai.n hamesha ke liye rah ga.ii chilman ban ke
Aziz Bano Darab Wafa
Ghazal
chorii se do gha.Dii jo nazaare hu.e to kyaa
chilman to biich me.n hai ishaare hu.e to kyaa
Ahmad Husain Mail
Ghazal
haram-saraa kii hifaazat ko teG hii na rahii
to kaam de.ngii ye chilman kii tiiliyaa.n kab tak
Akbar Allahabadi
Ghazal
chilman ho yaa naqaab ho yaa parda-e-hayaa
suurat tirii kisii se chhupaa.ii na jaa.egii
Jaleel Manikpuri
Ghazal
ab ko.ii kaise pahu.nch paa.egaa tere Gam tak
muskuraahaT kii ridaa Daal dii chilman kii tarah
Krishn Bihari Noor
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Irfan Sattar
Ghazal
Syed Shakeel Desnavi
Ghazal
kiran husn kii chhan ke aane lagii hai
ye parda hai aa.nchal hai chilman hai kyaa hai
Kausar Mazhari
Ghazal
ye husn-faroshii kii duukaan hai yaa chilman
nazzaara kaa nazzaara ruuposhii kii ruuposhii
Bedam Shah Warsi
Ghazal
jalva ho to jalva ho parda ho to parda ho
tauhiin-e-tajallii hai chilman se na jhaa.nkaa kar