SEARCH RESULTS
Showing search results for "chilman"
Nazm MATCHES FOR "chilman"
Nazm
is waqt to yun lagta hai
aa.nkho.n ke dariicho.n pe kisii husn kii chilman
aur dil kii panaaho.n me.n kisii dard kaa Deraa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
online aashiq
aashiqo.n kaa ye nayaa taur nayaa Type hai
pahle chilman hu.aa kartii thii ab skype hai
Khalid Irfan
Nazm
hinDola
har ek chiiz kii vo KHvaab-naak asliyyat
mire shu.uur kii chilman se jhaa.nktaa thaa ko.ii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
isi do-rahe par
kisii chilman ne pukaaraa bhii to ba.Dh jaa.uu.ngaa
ko.ii darvaaza khulaa bhii to palaT aa.uu.ngaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
pichhle-pahar ke sannaTe mein
andeshe ke baalishto.n se maap rahii hai
maazii kii Dev.Dhii kii chilman
Ibn e Insha
Nazm
aabla
musaafir ke safar kaa raasta to kam nahii.n hotaa
magar taare kii chilman se
Amjad Islam Amjad
Nazm
samjhauta
bichhaa le.nge to khil uTThegaa aa.ngan
uThaa le.nge to gir jaa.egii chilman
Zehra Nigaah
Nazm
doraha
ek taaraa nazar aa.egaa kisii chilman me.n
ek aa.nsuu kisii bistar pe bikhar jaa.egaa
Mustafa Zaidi
Nazm
sae
magar aa.nkh kaa sehr palko.n kii chilman kii halkii sii jumbish hai
aur kuchh nahii.n hai
Muneer Niyazi
Nazm
mere gham-KHwar
soz-e-haqiiqat naGma naGma
sho.ala sho.ala chilman chilman
Abul Fitrat Meer Zaidi
Nazm
adhure KHwab
kabhii rauzan kabhii chilman se numuudaar hu.e
jo kabhii zulf kaa jaaduu
Farigh Bukhari
Nazm
gagarin
mah-o-kahkashaa.n kii fazaa.o.n se aage
mubaarak sitaaro.n kii chilman haTaanaa