SEARCH RESULTS
Showing search results for "chugliyaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "chugliyaa.n"
Ghazal
kyuu.n miraa naam mire sher likhe hai.n in me.n
chuGliyaa.n kartii hai.n mujh se ye kitaabe.n terii
Nawaz Deobandi
Ghazal
adaalato.n se ju.De saare daavedaaro.n me.n
ye chuGliyaa.n hai.n sahii faisle nahii.n hote
Raakesh ulfat
Ghazal
duusro.n kii jo chuGliyaa.n khaa.e
sab kii nazro.n me.n KHaar hotaa hai
Murtaza Sahil Tasleemi
Ghazal
yaa-rab ho KHair ham pe vo itnaa KHafaa hai kyo.n
khaa.ii.n raqiib ne to na.ii chuGliyaa.n nahii.n