SEARCH RESULTS
Showing search results for "chukii"
Ghazal MATCHES FOR "chukii"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
shauq kaa rang bujh gayaa yaad ke zaKHm bhar ga.e
kyaa mirii fasl ho chukii kyaa mire din guzar ga.e
Jaun Eliya
Ghazal
ab to KHushii kaa Gam hai na Gam kii KHushii mujhe
be-his banaa chukii hai bahut zindagii mujhe
Shakeel Badayuni
Ghazal
Shahzad Ahmad
Ghazal
jise mai.n to.D chukii huu.n vo raushnii kaa tilism
shu.aa-e-nuur-e-azal ke sivaa kuchh aur na thaa
Fahmida Riaz
Ghazal
sharmaa ke yuu.n na dekh adaa ke maqaam se
ab baat ba.Dh chukii hai hayaa ke maqaam se
Sahir Ludhianvi
Ghazal
tamaashaa karne vaalo.n ko KHabar dii jaa chukii hai
ki parda kab giregaa kab tamaashaa KHatm hogaa
Iftikhar Arif
Ghazal
mujhe charaaG kii hairat bhii ho chukii maa'luum
ab is se aage ko.ii raasta bataa mujh ko
Ali Zaryoun
Ghazal
dil ne kahaa ki shaam-e-shab-e-vasl se na bhaag
ab pak chukii hai fasl kaTaa.ii kaa vaqt hai
Ahmad Mushtaq
Ghazal
shaa.irii mar chukii ab zinda na hogii yaaro
yaad kar kar ke use jii na ku.Dhaanaa hargiz
Altaf Hussain Hali
Ghazal
be-nuur ho chukii hai bahut shahr kii fazaa
taariik raasto.n me.n kahii.n kho na jaa.e.n ham
Habib Jalib
Ghazal
bahut rahaa hai kabhii lutf-e-yaar ham par bhii
guzar chukii hai ye fasl-e-bahaar ham par bhii