SEARCH RESULTS
Showing search results for "chuustaa"
Ghazal MATCHES FOR "chuustaa"
Ghazal
chuustaa rahtaa hai ras bhau.nraa abhii tak dekh lo
phuul ne bhuule se kii thii sarparastii ek din
Munawwar Rana
Ghazal
dushman to mere tan se lahuu chuustaa rahaa
mai.n dam-ba-KHud kha.Daa hii use dekhtaa rahaa
Anwar Sadeed
Ghazal
us kii nigaah fitna-adaa to bahaana thii
KHud meraa dil bhii meraa lahuu chuustaa rahaa
Anwar Anjum
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
phir chaahtaa huu.n naama-e-dildaar kholnaa
jaa.n nazr-e-dil-farebi-e-unvaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
mai.n chaahtaa huu.n ki tum hii mujhe ijaazat do
tumhaarii tarah se ko.ii gale lagaa.e mujhe
Bashir Badr
Ghazal
mai.n KHud ye chaahtaa huu.n ki haalaat ho.n KHaraab
mere KHilaaf zahr ugaltaa phire ko.ii
Jaun Eliya
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
Behzad Lakhnavi
Ghazal
biimaar ko maraz kii davaa denii chaahiye
mai.n piinaa chaahtaa huu.n pilaa denii chaahiye
Rahat Indori
Ghazal
apne ho.nTo.n par sajaanaa chaahtaa huu.n
aa tujhe mai.n gungunaanaa chaahtaa huu.n
Qateel Shifai
Ghazal
KHvaab kii tarah bikhar jaane ko jii chaahtaa hai
aisii tanhaa.ii ki mar jaane ko jii chaahtaa hai
Iftikhar Arif
Ghazal
badan churaa ke vo chaltaa hai mujh se shiisha-badan
use ye Dar hai ki mai.n to.D pho.D duu.ngaa use
Rahat Indori
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
bharam tere sitam kaa khul chukaa hai
mai.n tujh se aaj kyuu.n sharmaa rahaa huu.n