SEARCH RESULTS
Showing search results for "corzon"
Ghazal MATCHES FOR "corzon"
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
sub.h ke ThanDe farsh pe guu.njaa us kaa ek suKHan
kirno.n kaa guldasta dekho aur mujhe dekho
Sarvat Husain
Ghazal
abhii taaro.n se khelo chaa.nd kii kirno.n se iThlaa.o
milegii us ke chehre kii sahar aahista aahista
Mustafa Zaidi
Ghazal
Aalam Nizami
Ghazal
be-hisii muda-dilii raqs sharaabe.n naGme
bas isii raah se qaumo.n pe zavaal aate hai.n
Rahat Indori
Ghazal
KHvaabo.n kii miTTii se bane do kuuzo.n me.n
do dariyaa hai.n aur ikaTThe bahte hai.n
Fariha Naqvi
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
Majeed Amjad
Ghazal
be-aas khi.Dkiyaa.n hai.n sitaare udaas hai.n
aa.nkho.n me.n aaj nii.nd kaa koso.n pata nahii.n
Bashir Badr
Ghazal
lahr lahr kirno.n ko chhe.D kar guzartii hai
chaa.ndnii utartii hai jab shariir jharno.n par
Parveen Shakir
Ghazal
gul-daan par hai naram savere kii zard dhuup
halqa banaa hai kaa.nptii kirno.n kaa ghaav par
Ehsan Danish
Ghazal
kirno.n kii rifaaqat kabhii aa.e jo mayassar
ham-raah mai.n un ke tirii dahliiz pe aa.uu.n
Athar Nafees
Ghazal
palko.n talak aa pahu.nche na kirno.n kii tamaazat
ab tak to 'adaa' aa.ina-bardaar bahut hai.n
Ada Jafarey
Ghazal
sub.h savere thii kirno.n kii bazm sajii
shaam ko ghar se tanhaa ik saaya niklaa
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
is daur-e-ehtiyaaj me.n jo log jii liye
un kaa bhii naam sho.abada-kaaro.n me.n aa.egaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ufuq pe dekhnaa thaa mai.n qataar qaazo.n kii
miraa rafiiq kahii.n duur jaane vaalaa thaa
Saleem Ahmed
Ghazal
ra.ngo.n ko bahte dekhiye kamre ke farsh par
kirno.n ke vaar rokiye shiishe kii Dhaal se
Adil Mansuri
Ghazal
abhii se os ko kirno.n se pii rahe ho tum
tumhe.n to KHvaab saa aa.nkho.n ke ghar me.n rahnaa hai
Aadil Raza Mansoori
Ghazal
shaam hu.ii aur suuraj ne ik hichkii lii
bas phir kyaa thaa koso.n tak sannaaTaa thaa