SEARCH RESULTS
Showing search results for "creach"
Ghazal MATCHES FOR "creach"
Ghazal
khii.nch lenaa vo miraa parde kaa konaa daf.atan
aur dupaTTe se tiraa vo mu.nh chhupaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
bas ik lakiir khii.nch gayaa darmiyaan me.n
diivaar raaste me.n banaa kar nahii.n gayaa
Shahzad Ahmad
Ghazal
vo kuchh kisii kaa kah ke sataanaa sadaa mujhe
vo khii.nch lenaa parde se apnaa dikhaa ke haath
Nizam Rampuri
Ghazal
suuraj ko cho.nch me.n liye murGaa kha.Daa rahaa
khi.Dkii ke parde khii.nch diye raat ho ga.ii
Nida Fazli
Ghazal
Gulzar
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
husn aur ishq ham-aaGosh nazar aa jaate
terii tasviir me.n khi.nch jaatii jo hairat merii
Ameer Minai
Ghazal
apnii mashq-e-sitam se haath na khii.nch
mai.n nahii.n yaa vafaa nahii.n baaqii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
Umair Najmi
Ghazal
tasviir khii.nch lii hai tire shoKH husn kii
merii nazar ne aaj KHataa ke maqaam se
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Raaz Allahabadi
Ghazal
Obaidullah Aleem
Ghazal
jazb-e-vahshat tire qurbaan tiraa kyaa kahnaa
khi.nch ke rag rag me.n mire nashtar-e-fassaad aayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
vo tie baa.ndhtii hai aur khii.nch letii hai
ye kaise vaqt use pyaar kii pa.Dii hu.ii hai
Amir Ameer
Ghazal
adaa se terii magar khi.nch rahii.n hai.n talvaare.n
nigah nigah se chhurii par chhurii nikaltii hai
Dagh Dehlvi
Ghazal
naale adam me.n chand hamaare supurd the
jo vaa.n na khi.nch sake so vo yaa.n aa ke dam hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
reg-e-sahraa kaa ajab rang havaa.o.n ne kiyaa
naqsh saa khi.nch gayaa dariyaa kii ravaanii kii tarah
Zeb Ghauri
Ghazal
teG-e-qaatil ko gale se jo lagaayaa 'muztar'
khi.nch ke bolii ki ba.De aa.e tum armaan bhare