aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aashiyan jal gaya, gulsitan luT gaya, hum qafas se nikal kar kidhar jaenge

Raaz Allahabadi

aashiyan jal gaya, gulsitan luT gaya, hum qafas se nikal kar kidhar jaenge

Raaz Allahabadi

MORE BYRaaz Allahabadi

    āshiyāñ jal gayā, gulsitāñ luT gayā, ham qafas se nikal kar kidhar jā.eñge

    itne mānūs sayyād se ho ga.e, ab rihā.ī milegī to mar jā.eñge

    aur kuchh din ye dastūr-e-mai-ḳhāna hai, tishna-kāmī ke ye din guzar jā.eñge

    mere saaqī ko nazreñ uThāne to do, jitne ḳhālī haiñ sab jaam bhar jā.eñge

    ai nasīm-e-sahar tujh ko un qasam, un se kar na kahnā mirā hāl-e-ġham

    apne miTne ġham to nahīñ hai magar, Dar ye hai un ke gesū bikhar jā.eñge

    ashk-e-ġham le ke āḳhir kidhar jaa.eñ ham, āñsuoñ yahāñ koī qīmat nahīñ

    aap apnā dāman baḌhā dījiye, varna motī zamīñ par bikhar jā.eñge

    kaale kaale vo gesū shikan-dar-shikan, vo tabassum aalam chaman-dar-chaman

    khīñch un tasvīr dil ne mire, ab vo dāman bachā kar kidhar jā.eñge

    aashiyan jal gaya, gulsitan luT gaya, hum qafas se nikal kar kidhar jaenge

    itne manus sayyaad se ho gae, ab rihai milegi to mar jaenge

    aur kuchh din ye dastur-e-mai-KHana hai, tishna-kaami ke ye din guzar jaenge

    mere saqi ko nazren uThane to do, jitne KHali hain sab jam bhar jaenge

    ai nasim-e-sahar tujh ko un ki qasam, un se ja kar na kahna mera haal-e-gham

    apne miTne ka gham to nahin hai magar, Dar ye hai un ke gesu bikhar jaenge

    ashk-e-gham le ke aaKHir kidhar jaen ham, aansuon ki yahan koi qimat nahin

    aap hi apna daman baDha dijiye, warna moti zamin par bikhar jaenge

    kale kale wo gesu shikan-dar-shikan, wo tabassum ka aalam chaman-dar-chaman

    khinch li un ki taswir dil ne mire, ab wo daman bacha kar kidhar jaenge

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Raaz Allahabadi

    Raaz Allahabadi

    Raaz Allahabadi

    Raaz Allahabadi

    Habib Wali Mohammad

    Habib Wali Mohammad

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now