SEARCH RESULTS
Showing search results for "criticism"
Ghazal MATCHES FOR "criticism"
Ghazal
talKHii-e-mai talKHii-e-haalaat kii tauhiin hai
nashshe me.n sach bolnaa sach baat kii tauhiin hai
Ghazal
tabsira kyo.n kar rahe ho baarhaa ajdaad par
faisla hogaa tumhaaraa aaj kii buniyaad par
Ehya Bhojpuri
Ghazal
muqaavamat hai tiraa Guruur aur bad-kalaamii
mufaahamat hai hamaarii hujjat kii naa-tamaamii
Krishna Mohan
Ghazal
shikaayat kar ke Gussa aur un kaa tez karnaa hai
abhii to guftugu-e-maslahat-aamez karnaa hai
Nadir Kakorvi
Ghazal
Galat ki merii nigaaho.n ko paarsaa kahiye
ye ro'b-e-husn se uThtii nahii.n hai.n kyaa kahiye
Abdussamad ’Tapish’
Ghazal
adam me.n kyaa ajab ra.anaa.iyaa.n hai.n
magar sab dahr kii parchhaa.iyaa.n hai.n
Wali Alam Shaheen
Ghazal
ahl-e-fan ahl-e-adab ahl-e-qalam kahte rahe
bad-zabaa.n ko ham zabaan-daan-e-ajam kahte rahe
Iqbal Mahir
Ghazal
miraa tarz-e-bayaan-e-shauq bebaakaana hotaa hai
amal jo rind se hotaa hai vo rindaana hotaa hai