SEARCH RESULTS
Showing search results for "da.nd"
Ghazal MATCHES FOR "da.nd"
Ghazal
piyaa kuu.n bulaa liyaa.e huu.n ap mandir
dutan man me.n us the haman da.nd hai
Quli Qutub Shah
Ghazal
noch kar mere paro.n ko kar diyaa hai DanD-manD
ab na qavve hai na mujh me.n taaqat-e-parvaaz hai
Boom Merathi
Ghazal
da.n.D pe baa.ndhaa ham ne joshan kii tarah
harz-e-jaa.n qaatil tiraa chhallaa kiyaa
Rind Lakhnavi
Ghazal
uchhlii hu.i varzish se tarii Da.nD pe machhlii
hai naam-e-KHudaa jaisii saqanquur kii gardan
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
kalii maare.n hai.n do raka.at pe zaahid
na Da.nD pele.n na magdar bhaante hai.n
Qayem Chaandpuri
Ghazal
saadgii kii mai.n ne ye qiimat chukaa.ii umr bhar
jurm ko.ii aur kartaa danD mai.n bhartaa rahaa
Santosh khirvadkar
Ghazal
ye vaqt hai zavaal kaa vabaal kaa malaal kaa
hamaare sar pe aafate.n hai.n Da.nD peltii hu.ii.n
Masood Ahmad
Ghazal
sunaa hai dard kii gaahak hai chashm-e-naaz us kii
so ham bhii us kii galii se guzar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
hu.ii jin se tavaqqo' KHastagii kii daad paane kii
vo ham se bhii ziyaada KHasta-e-teG-e-sitam nikle
Mirza Ghalib
Ghazal
ga.e din ki tanhaa thaa mai.n anjuman me.n
yahaa.n ab mire raaz-daa.n aur bhii hai.n
Allama Iqbal
Ghazal
ba.Daa hai dard kaa rishta ye dil Gariib sahii
tumhaare naam pe aa.e.nge Gam-gusaar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
bhiigii hai raat 'faiz' Gazal ibtidaa karo
vaqt-e-sarod dard kaa hangaam hii to hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
rahaa na dil me.n vo bedard aur dard rahaa
muqiim kaun hu.aa hai maqaam kis kaa thaa