SEARCH RESULTS
Showing search results for "daa.in"
Ghazal MATCHES FOR "daa.in"
Ghazal
kamre me.n zanjiir se jak.Dii tanhaa.ii
Daa.in ban ke mujh ko khaane lagtii hai
Nahid Akhtar Balooch
Ghazal
raat ke samundar me.n Gam kii naav chaltii hai
din ke garm saahil par zinda laash jaltii hai
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
Faizul Amin Faiz
Ghazal
dil surKH gulaab saa mahkegaa din badle.nge
ye sahraa rang u.Daa.egaa din badle.nge
Saima Zaidi
Ghazal
sunaa hai log use aa.nkh bhar ke dekhte hai.n
so us ke shahr me.n kuchh din Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
be-vaqt agar jaa.uu.ngaa sab chau.nk pa.De.nge
ik 'umr hu.ii din me.n kabhii ghar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
viiraa.n hai mai-kada KHum-o-saaGar udaas hai.n
tum kyaa ga.e ki ruuTh ga.e din bahaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ga.e din ki tanhaa thaa mai.n anjuman me.n
yahaa.n ab mire raaz-daa.n aur bhii hai.n
Allama Iqbal
Ghazal
taa-qayaamat shab-e-furqat me.n guzar jaa.egii umr
saat din ham pe bhii bhaarii hai.n sahar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
chupke chupke raat din aa.nsuu bahaanaa yaad hai
ham ko ab tak aashiqii kaa vo zamaanaa yaad hai