SEARCH RESULTS
Showing search results for "daag-e-furqat"
Ghazal MATCHES FOR "daag-e-furqat"
Ghazal
buniyaad tujh se zulm-o-sitam kii pa.Dii magar
mehr-o-vafaa se 'daaG' tuu anjaan hai abhii
dagh Niyazi
Ghazal
vo bhuul saktaa hai ai 'daaG' mujh ko jald magar
use bhulaane me.n shaayad mujhe zamaana lage
dagh Niyazi
Ghazal
Duube kashtii na kahii.n 'daaG' ke armaano.n kii
bahr-e-jazbaat me.n tuufaan uThaa.o yaaro
dagh Niyazi
Ghazal
manzil hai 'daaG' saamne apne qadam ba.Dhaa.o
tum dekhte ho jaanib-e-rah-giir kis liye
dagh Niyazi
Ghazal
aaKHirii vaqt me.n de jaate hai.n daaG-e-furqat
ham-safar aise bhii dauraan-e-safar aate hai.n
Modassir Hasan
Ghazal
Hans Raj Sachdev 'hazii.n'
Ghazal
banegaa mehr-e-qayaamat bhii ek KHaal-e-siyaah
jo chehra 'daaG'-e-siyah-ruu ne aashkaar kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
'daaG'-e-vaarafta-tabii.at kaa Thikaana kyaa hai
KHaana-barbaad ne muddat hu.ii ghar chho.D diyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
lo ai buto suno ki vo 'daaG'-e-sanam-parast
masjid me.n jaa ke aaj musalmaan ho gayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Dare jo hashr me.n vo mujh ko dekhte hii kahaa
miraa rafiiq miraa 'daaG'-e-jaa.n-nisaar aaya
Dagh Dehlvi
Ghazal
ye 'daaG'-e-qadah-KHvaar ke kyaa jii me.n hai aa.ii
sunte hai.n kiye baiThe hai.n vo raat se tauba
Dagh Dehlvi
Ghazal
us kii Thokar se bhii kam-baKHt na jaagaa afsos
maut hai 'daaG'-e-siyah-mast kaa sonaa kyaa hai