SEARCH RESULTS
Showing search results for "daag-e-furqat"
Nazm MATCHES FOR "daag-e-furqat"
Nazm
unki taswir dekh kar
tuu ne ik dil ko mire dars-e-mohabbat na diyaa
aur phir jaan ke daaG-e-Gam-e-furqat na diyaa
Shakeel Badayuni
Nazm
naghma-e-dil-e-soz
daastaan-e-aalam-e-furqat kisii se kyaa kahe.n
ho gayaa barbaad har zarra dil-e-naashaad kaa
Raj Bahadur Saxena Auj
Nazm
iltija-e-musafir
agar siyaah dilam daaG-e-laala-zaar-e-tavaam
digar kushaada jabiinam gul-e-bahaar-e-tavaam
Allama Iqbal
Nazm
haq-pasandi
zaruur hogii sar-e-bazm merii rusvaa.ii
dikhaa.uu.n daaG-e-uyuub-e-barahnagii kyuu.nkar
Danish Farazi
Nazm
meri shaeri aur naqqad
mirii afsurda nigaahe.n bhii to kuchh kahtii hai.n
aur daaG-e-dil-e-naakaam dikhaa.uu.n kaise
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
na tum qarib aao
mai.n KHud huu.n aabla-paa kam-nasiib KHaak-basar
hai merii bazm farozaa.n ba-faiz-e-daaG-e-jigar
Bano Tahira Sayeed
Nazm
aarzu-e-bahaar
chaa.ndnii ho ki ho shab-e-furqat
har gha.Dii saazgaar tum se hai
Momin Khan Shauq
Nazm
mukafat
le jaa.e.n kis ke paas ye daaG-e-KHud-aagahii
ai soz-e-hijr ko.ii tiraa raaz-daa.n nahii.n
Muneebur Rahman
Nazm
naya ishq
ki vasl-o-furqat kii sarhado.n par
jo ishq pal pal machal rahaa hai
Hina Ambareen Tariq
Nazm
nala-e-firaq
aa gayaa aaj is sadaaqat kaa mire dil ko yaqii.n
zulmat-e-shab se ziyaa-e-roz-e-furqat kam nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
marsiya-e-tagore
lekin payaam-e-furqat afsos jab se aaya
ik aalam-e-tafakkur hindostaa.n pe chhaayaa