SEARCH RESULTS
Showing search results for "daanad"
Ghazal MATCHES FOR "daanad"
Ghazal
dost se ba.Dh kar nibhaa.egaa ko.ii kyaa dushmanii
qadr-e-gauhar shaah daanad yaa ba-daanad jauharii
Sahab Qazalbash
Ghazal
hu.ii jin se tavaqqo' KHastagii kii daad paane kii
vo ham se bhii ziyaada KHasta-e-teG-e-sitam nikle
Mirza Ghalib
Ghazal
ye kis kaa tasavvur hai ye kis kaa fasaanaa hai
jo ashk hai aa.nkho.n me.n tasbiih kaa daanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
Ameer Khusrau
Ghazal
phir kaun bhalaa daad-e-tabassum unhe.n degaa
ro.e.ngii bahut mujh se bichha.D kar tirii aa.nkhe.n
Mohsin Naqvi
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
iizaa-dahii kii daad jo paataa rahaa huu.n mai.n
har naaz-aafrii.n ko sataataa rahaa huu.n mai.n
Jaun Eliya
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
ba.ad muddat ke ye ai 'daaG' samajh me.n aayaa
vahii daanaa hai kahaa jis ne na maanaa dil kaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
jaa.n-daad-gaa.n kaa hausla fursat-gudaaz hai
yaa.n arsa-e-tapiidan-e-bismil nahii.n rahaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ye bhii nayaa sitam hai hinaa to lagaa.e.n Gair
aur us kii daad chaahe.n vo mujh ko dikhaa ke haath
Nizam Rampuri
Ghazal
gho.nsle viiraan hai.n ab vo parinde hii kahaa.n
ik basere ke liye jo aab-o-daana chho.D de.n