SEARCH RESULTS
Showing search results for "daanish-e-nuuraanii"
Ghazal MATCHES FOR "daanish-e-nuuraanii"
Ghazal
ik daanish-e-nuuraanii ik daanish-e-burhaanii
hai daanish-e-burhaanii hairat kii faraavaanii
Allama Iqbal
Ghazal
ko.ii bhii mohsin o rahbar hii nahii.n hai meraa
yuu.n to 'daanish' hai.n bahut chaahne vaale mujh ko
Danish Aligarhi
Ghazal
tum un se milo 'daanish' ye dhyaan rahe lekin
KHuddaari-e-fitrat kaa ehsaas na mar jaa.e
Danish Aligarhi
Ghazal
sukuun-e-qalb-o-jigar luuT le gayaa 'daanish'
ek aisaa shaKHs ki jis ko mai.n jaantaa hii nahii.n
Danish Aligarhi
Ghazal
mai.n aaj tak ise samjhaa nahii.n huu.n ai 'daanish'
ki dushmanii kise kahte hai.n dushmanii kyaa hai
Danish Aligarhi
Ghazal
marnaa vaqaar-e-‘ishq pe ‘ain-e-hayaat hai
'daanish' ajal se kis liye daaman bachaa.e.n ham
Danish Aligarhi
Ghazal
hazaar tark-e-mohabbat ke baa'd bhii 'daanish'
usii kii samt nazar merii baar baar ga.ii
Danish Aligarhi
Ghazal
aazmaanaa hai kyaa ko.ii tiir-e-sitam
aaj 'daanish' vo kyo.n mehrbaa.n ho ga.e
Danish Aligarhi
Ghazal
dil-e-'daanish' na hamesha ke liye ruk jaa.e
aap siine se zaraa haath lagaa.e rakhiye
Danish Aligarhi
Ghazal
roz-e-taKHliiq jo aavaaz sunii thii 'daanish'
us kaa ab tak mirii rag-rag me.n hai jaaduu baaqii
Danish Aligarhi
Ghazal
ilzaam kise de.n ki ye qismat kaa likhaa thaa
'daanish' jo hame.n ahl-e-karam bhuul ga.e hai.n
Danish Aligarhi
Ghazal
'daanish'-e-shikasta-paa ab to vaa'izo.n kii sun
mahfilo.n ko bhuul jaa saaqiyo.n ko bhuul jaa
Danish Aziz
Ghazal
aaj maahaul ko aaraa.ish-e-jaa.n se hai gurez
ko.ii 'daanish' kii Gazal laa ke sunaa do ham ko
Ehsan Danish
Ghazal
'daanish' mire shariik-e-safar hai.n vo kaj-mizaaj
saahil ne jin ko phe.nk diyaa hai bahaav par
Ehsan Danish
Ghazal
milaa kisii ko na 'daanish' kuchh aarzuu ke KHilaaf
pas-e-fanaa bhii yahii intiKHaab niklegaa
Ehsan Danish
Ghazal
ku.n.e.n me.n phe.nk ke pachhtaa rahaa huu.n ai 'daanish'
kamand thii jo minaaro.n pe Daalne ke liye