SEARCH RESULTS
Showing search results for "daas"
Ghazal MATCHES FOR "daas"
Ghazal
bas ik nigaah se luTtaa hai qaafila dil kaa
so rah-ravaan-e-tamannaa bhii Dar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
aaj ham daar pe khii.nche ga.e jin baato.n par
kyaa ajab kal vo zamaane ko nisaabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
har aadmii me.n hote hai.n das biis aadmii
jis ko bhii dekhnaa ho ka.ii baar dekhnaa
Nida Fazli
Ghazal
Kaif Bhopali
Ghazal
vo kapkapaate hu.e ho.nT mere shaane par
vo KHvaab saa.np kii maanind Das gayaa mujh ko
Ahmad Faraz
Ghazal
mai.n ne das baras pahle jis kaa naam rakkhaa thaa
kaam kar rahii hogii jaane kis idaare me.n
Sarvat Husain
Ghazal
jagmagaatii hu.ii sa.Dko.n pe akele na phiro
shaam aa.egii kisii mo.D pe Das jaa.egii
Nida Fazli
Ghazal
zulf-e-shab-guu.n tire shaane pe khulii naagin hai
Das le ye jis ko na phir uTh ke vo paanii maa.nge
Nushur Wahidi
Ghazal
phir vahii mai.n huu.n vahii shahr-badar sannaaTaa
mujh ko Das le na kahii.n KHaak-basar sannaaTaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
kartaa hai qatl-e-aam vo aGyaar ke liye
das biis roz marte hai.n do-chaar ke liye
Momin Khan Momin
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
do-chaar laashe ab bhii pa.De tere dar pe hai.n
aur aage dab chuke hai.n tale gil ke chaar paa.nch
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
agarche kuchh nahii.n auqaat ek hafte kii
jo sochiye to hai.n ye das hazaar ek minute
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
dariyaa-e-shab ke paar utaare mujhe ko.ii
tanhaa.ii Das rahii hai pukaare mujhe ko.ii