SEARCH RESULTS
Showing search results for "dabaa"
Ghazal MATCHES FOR "dabaa"
Ghazal
jhukii jhukii sii nazar be-qaraar hai ki nahii.n
dabaa dabaa saa sahii dil me.n pyaar hai ki nahii.n
Kaifi Azmi
Ghazal
dabaa ke qabr me.n sab chal diye du.aa na salaam
zaraa sii der me.n kyaa ho gayaa zamaane ko
Qamar Jalalvi
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
dil kaa vo haal hu.aa hai Gam-e-dauraa.n ke tale
jaise ik laash chaTaano.n me.n dabaa dii jaa.e
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
dil ko KHudaa kii yaad tale bhii dabaa chukaa
kam-baKHt phir bhii chain na paa.e to kyaa karuu.n
Hafeez Jalandhari
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
saliis shusta murassaa nafiis narm ravaa.n
dabaa ke daa.nto.n me.n aa.nchal Gazal uThaa.ii ga.ii
Shahzad Qais
Ghazal
dabaa thaa phuul ko.ii mez-posh ke niiche
garaj rahii thii bahut pechvaan kii KHushbuu
Bashir Badr
Ghazal
sabza-e-KHat se tiraa kaakul-e-sarkash na dabaa
ye zamurrad bhii hariif-e-dam-e-af.ii na hu.aa
Mirza Ghalib
Ghazal
barf me.n dabaa makkhan maut rail aur rickshaw
zindagii KHushii rickshaw rail motare.n Dolii
Bashir Badr
Ghazal
Aziz Nabeel
Ghazal
ye ek dukh hii dabaa rah gayaa hai aa.nkho.n me.n
vo ek misraa jise sher kar nahii.n paa.e
Balmohan panday
Ghazal
manzil-e-ishq se guzar be-KHud-o-mast-o-be-KHabar
choT lage to uf na kar dil ko dabaa ke bhuul jaa