SEARCH RESULTS
Showing search results for "dabaa"
Nazm MATCHES FOR "dabaa"
Nazm
farar
mere maazii ko andhere me.n dabaa rahne do
meraa maazii mirii zillat ke sivaa kuchh bhii nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
kisan
dekh kar tere sitam ai haami-e-amn-o-amaa.n
gurg rah jaate hai.n daa.nto.n me.n dabaa kar u.ngliyaa.n
Josh Malihabadi
Nazm
masjid
gard-aaluud charaaGo.n ko havaa ke jho.nke
roz miTTii kii na.ii tah me.n dabaa jaate hai.n
Akhtarul Iman
Nazm
husn-o-ishq
jagmagaa uThtii hai duniyaa-e-taKHayyul jis se
dil me.n vo shola-e-jaa.n-saaz dabaa rakkhaa hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
aahang-e-nau
ye to hai.n fitna-e-bedaar dabaa do in ko
ye miTaa de.nge tamaddun ko miTaa do in ko
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ek alamat
kabhii sahraa me.n bhaTakne pe fuGaa.n hotii hai
ham ne is chor ko siino.n me.n dabaa rakkhaa hai
Mustafa Zaidi
Nazm
aurat
tum mirii aavaaz dabaa nahii.n sakte
mire likkhe hu.e alfaaz miTaa nahii.n sakte
Nadiya ambar lodhi
Nazm
death certificate par likhi ek nazm
dabaa denaa chaahtii huu.n
jis ne apne bistar me.n
Sidra Sahar Imran
Nazm
tumhein likhna na aata tha
magar mai.n ne to ye dekhaa
galii ke kitne hii aavaara kutte dum dabaa kar baiTh jaate the
Ishrat Afreen
Nazm
mahatma-gandhi
nafrat se bharii aag bujhaa dii us ne
tahriik-e-navaa khulii dabaa dii us ne
Charkh Chinioti
Nazm
tumhaare liye
ek misraa likhaa thaa tumhaare liye
man kii miTTii me.n dabaa kar rakhii thii
Khurshid Akram
Nazm
kawish-e-nakaam
ek bhuulaa hu.aa afsaana banaa kar tujh ko
qabr me.n apne KHayaalo.n kii dabaa duu.ngaa tujhe
Ajay Sahaab
Nazm
na marne ka dukh
aa.nkho.n kii aur maathe kii jumbish chaahtaa thaa
kabhii daa.nto.n me.n ho.nTo.n ko dabaa kar