SEARCH RESULTS
Showing search results for "dagmagaane"
Ghazal MATCHES FOR "dagmagaane"
Ghazal
Dagmagaane na diye paa.nv ravaa-daarii ne
mai.n sharaabii thaa magar roz sa.nbhal kar niklaa
Haseeb Soz
Ghazal
laraz ga.ii tirii lau mere Dagmagaane se
charaaG-e-gosha-e-kuu-e-habiib kyaa kahnaa
Majeed Amjad
Ghazal
vo jis ke Duubte hii naav Dagmagaane lagii
kise KHabar vahii taaraa sitaara-juu kaa bhii ho
Iftikhar Arif
Ghazal
safar me.n hausla darkaar hai har ik suurat
ye kyaa ki chaar-qadam par hii Dagmagaane lage
Taruna Mishra
Ghazal
Aalam Nizami
Ghazal
hamaare qurb kaa ehsaas tum ko khaTkegaa
kisii Dhalaan pe paa.nv ko Dagmagaane do
Shakeel Moeen
Ghazal
Muzaffar Eraj
Ghazal
KHayaal-e-Gairat-e-naahiid phir ma.iyyat-e-dil
so Dagmagaane lagii aaj phir se niyyat-e-dil
Noman Anwar
Ghazal
vahaa.n pahu.nch ke qadam aur jam ga.e mere
jahaa.n pahu.nch ke qadam Dagmagaane lagtaa hai
Irfan Aazmi
Ghazal
mai.n Dagmagaa rahaa huu.n bayaabaan-e-hosh me.n
mere abhii qariib raho mai.n nashe me.n huu.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
jahaa.n pahu.nch ke qadam Dagmagaa.e hai.n sab ke
usii maqaam se ab apnaa raasta hogaa
Aabid Adeeb
Ghazal
buland ho to khule tujh pe zor pastii kaa
ba.De-ba.Do.n ke qadam Dagmagaa.e hai.n kyaa kyaa
Yagana Changezi
Ghazal
'firaaq' raah-e-vafaa me.n subuk-ravii terii
ba.De-ba.Do.n ke qadam Dagmagaa.e hai.n kyaa kyaa