SEARCH RESULTS
Showing search results for "dar-badaro.n"
Ghazal MATCHES FOR "dar-badaro.n"
Ghazal
'faraaz' daad ke qaabil hai justujuu un kii
jo ham se dar-badaro.n ko talaash karte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
vahshat ke sivaa kuchh na milaa dar-badarii se
baaz aa.e mohabbat kii ham aashufta-sarii se
Umar Quraishi
Ghazal
hame.n hii dar-ba-darii ko bachaanaa pa.Dtaa hai
vagarna raah me.n kyaa kyaa Thikaana pa.Dtaa hai
Abbas Tabish
Ghazal
aatii na agar kaam mire dar-ba-darii bhii
mai.n tark na kar detaa vahii.n ham-safarii bhii
Ali Tasif
Ghazal
mai.n dar pe tire dar-ba-darii se nikal aayaa
chal kar ba-durustii Galatii se nikal aayaa
Iqbal Kausar
Ghazal
har gaam pe aavaargii-o-dar-ba-darii me.n
ik dhyaan kaa saaya hai mirii ham-safarii me.n
Basheer Ahmad Basheer
Ghazal
sivaa.e-dar-ba-darii us ko KHaak miltaa hai
jo aasmaan se apnii zamii.n badaltaa hai
Alamtaab Tishna
Ghazal
dahliiz dilaasaa hai na diivaar amaa.n hai
ai dar-badarii mere Thikaane kaa pata de
Sarmad Sahbai
Ghazal
hamaarii dar-badarii par kise ta'ajjub hai
ham aise log hii taqsiir karne vaale the
Asif Shafi
Ghazal
duniyaa ne hamaarii kyaa aashufta-sarii dekhii
har sang se Takraate kyaa dar-badarii dekhii
Rizwanullah
Ghazal
aaKHir tire dar pe mujhe le aa.ii mohabbat
dekhaa na gayaa haal mirii dar-badarii kaa
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
khetiyaa.n chhaalo.n kii hotii thii.n lahuu ugte the
kitnaa zarKHez thaa vo dar-badarii kaa mausam
Laiq Aajiz
Ghazal
hamaarii dar-badarii kyuu.n pasand hai us ko
na-jaane kyuu.n pataa apnaa Galat bataayaa hai
Aqeel Shah
Ghazal
vatan se duur bahaaro.n ko khojne vaale
jo in dino.n me.n zamiin-e-vatan gulaabii ho